Nirjala Ekadashi Vrat kab hai aur Kyon Rakha jata hai?..

post1

Hindi mahine ke jesth mahine Mein Shukul Ekadashi ko Nirjala Ekadashi ka Vrat rakhte Hain iski Katha Mahabharat Kal Se Judi Hui Hai Kahate Hain Ki panduputra Bheem Mein mahrshi Ved Vyas ke Kahane per Nirjala Vrat Rakha tha.

Hindu manyataon ke anusar Hindi mahine jeshth Mein Shukla Paksh ko Shukla Paksh ki Ekadashi ko Nirjala Vrat rakhte Hain is Din Bina Kuchh khae Piye Vrat rakhne se sabhi ko Papon se Mukti milati hai aur Moksh ki Prapti hoti hai is Sal Nirjala Ekadashi ka Vrat 10 june ko a raha hai yah Vrat Mahabharat Kal Se Chala a raha hai. Mahabharat kal Mein Ek Katha Hai jismein Nirjala Ekadashi ka mahatva bataya gaya hai.

Aisa Kahate Hain Ki mahrshi Ved Vyas Ne pandavon ke sameep Kunti Aur dropadi Ko Har EK Ekadashi ka Vrat rakhne ke liye Kaha Tha lekin yah Baat sunkar Pandu putra Bheem Chauk gaye the unhone mahrshi vedvyas Se Kahan Ki Har mans mein Do Bari Ekadashi Aati Hai Is Tarah Ek varsh Mein 24 Ekadashi aaengi aur yah Vrat Mere Liye Sambhav Nahin Hai Kyunki Bheem ke pet Mein vakra Naam Ki Ek Agni Thi Jo atyadhik bhojan karne ke bad bhi Shant Nahin Hoti thi Bheem ne kaha ki vah Kuchh ghante bhi bhukhe nahin Rah Sakte aur Yahan to unko Ekadashi per Bina Kuchh khae Piye Vrat Rakhna hai unko Ek Samadhan bataya tha aur Kaha Tha ki Shukla Paksh ke Ekadashi Ko Tum Nirjala Vrat Rakhna yah Ek Ekadashi ka Vrat rakhne Se Hi Tumhen 24 Ekadashi ka Punya mil jaega lekin vah Aakhir mein morchit ho gaye ISI Tarah Nirjala Ekadashi ko Bheem Singh Ekadashi bhi Kaha Jaane Laga.

Aapko agar koi aur bhi information chahiye to hamen comment kar ke batayen. Aap ekadashi vrat kab kar rahen hain hame jarur batayen.

post2

About Guest Blogger 189 Articles
Pankaj Sharma is a blogger and Youtuber. He often writes and makes videos on Online Money Making ideas and also guide his followers about Stock Market investment. He is writing and making content from past 4-5 years and JaldiMoney is one of the place where he writes frequently.

Be the first to comment

Leave a Reply

Your email address will not be published.


*