Supreme Court ne faisla sunaya, Sidhu ko jana padega jail…

post1

Asal me yah Mamla 35 Sal Purana Hai, Aaj Supreme Court Ne 35 saal pahle road rage ke mamle mein apna Faisla sunaya hai. Supreme Court ke is faisle Ne Congress neta Navjot Singh Sidhu ko ek sal ki Saja Sunai hai.

Is mamle Mein pahle May 2018 Mein Supreme Court Ne Sidhu ko janbujhkar Kisi Ko chot pahunchane ke Jurm Mein Doshi Karar thehraya tha. Tab unhen jail Nahin bheja gaya tha sirf ₹1000 ka jurmana bharane Ko Kaha Tha. To aaiae Jante Hain pahle yah Mamla Aakhir tha kya.?

30 saal purana hai ye mamla

Yah Mamla 27 December 1998 ka hai, Navjot Singh Sidhu Apne Friend rupinder singh sandhu ke sath Apne Ghar Se Dedh kilometer ki Duri per sthit Patiala Gate Sherawala Gate Market gaye the. Use Samay Sidhu cricketer the aur Unka International carrier Shuru Hue 1 Sal hi hua tha. Use market Mein Sidhu ki ek Gurnam Singh Naam Ke 65 saal ke Bujurg vyakti Se Kaha Suni Ho Gayi wo bhi kar ki parking ko Lekar. Us kaha suni Mein baat hathapai tak pahunch Gai aur Sidhu Ne Gurnam Singh ko ghutne se Markar niche Gira diya tha. Uske bad gumnam Singh ko hospital mein admit karvaya Gaya aur vahan per uski death ho gayi.

Lekin bad Mein postmortem ki report aayi to usmein likha tha ki Unki death Dil Ka Daura padane Se Hui Hai. Sidhu aur unke friend ke khilaf Court mein Gair iradtan Hatya Ka Mamla darj hua lekin September 1999 Mein Adalat Mein is mamle ko kharij Kar Diya. FIR Punjab sarkar ne Sidhu ke khilaf Highcourt Mein appeal ki. Saal 2006 Mein Highcourt Ne Apna Faisla sunaya aur Sidhu aur sandhu ko Gair iradtan Hatya ka dushi thehraya aur unko 3-3 saal ki Saza Sunai gai. Sath hi donon per एक-एक lakh Ka jurmana Mein Lagaya Gaya.

Iske bad is mamle ko Supreme Court mein le Jaya Gaya aur Supreme Court Ne High Court ka yah faisle per Ban Laga Diya. High Court ne ek ek lakh rupaye ke jurmane ke sath donon ko Bari Kar Diya. Lekin fir se is mamle Mein Punar yachika Dayar ki Gai aur Court ne Sidhu ko ek sal ki Saza Sunai hai.

Faisla Aane Se Pahle Sidhu ke Vakil ne tark diya tha ki is mamle per already Faisla a chuka hai to Punar yachika swikar Nahin Karni chahiye. Halanki Faisla aane ke bad Sidhu Ne tweet kar kaha ki main Kanoon Ka Samman karunga. Supreme Court Ka Faisla Aaya tab Sidhu Patiyala mein party karykartaon ke sath, Hathi per Sawar hokar, mahangai ke khilaf virodh Pradarshan kar rahe the Jahan 1988 Mein Roadrags ki ghatna hui thi.

Aapka kya view hai aur kuch aur aapke input hain toh comment kariye.

post2

About Guest Blogger 189 Articles
Pankaj Sharma is a blogger and Youtuber. He often writes and makes videos on Online Money Making ideas and also guide his followers about Stock Market investment. He is writing and making content from past 4-5 years and JaldiMoney is one of the place where he writes frequently.

Be the first to comment

Leave a Reply

Your email address will not be published.

*