Gaon mein rahakar paise kaise kamaye| Gaon mein Kaun sa business start karen

post1

Gaon mein rahakar paise kaise kamaye – Friends ham jante Hain ki aaj ke samay mein berojgari kitni badh rahi hai aur log kaam ki talash mein Apne gaon se city ki taraf palayan kar rahe hain lekin hum yah nahin jante Hain ki Aaj bhi 50% Aabadi gaon mein hi rahti hai.

Aap soch rahe honge ki gaon mein rahakar bhi paise kaise kamaye to is artical mein ham kuchh aise business ki baat karenge Jo gaon mein bhi start kiye ja sakte hain agar aapka education level itna achcha nahin hai to bhi aap hi aasani se business start kar sakte hain.

Friends agar aapane mere diye gaye hue gaon mein rahakar paise kaise kamaye tarikon mein se kisi ek pe bhi apna Kam start Kiya to aap mahine ke 20,000 se lekar lakh rupay Tak bhi aasani se Kama sakte hain.

Friends ham jante Hain ki aajkal sab kuchh digital hota ja raha hai aaj online ka jamana hai isiliye ham is artical mein aapko gaon mein rahakar bhi online tarike se paise kaise kamae is bare mein aapko jankari denge.

Agar aap pahle se hi gaon mein rahte Hain to aur aapko online ki jyada jankari nahin hai to ham aise ideas ke bare mein bhi baat karenge jiske liye aapko koi skills ki jarurat nahin hai aapko vah kam pahle se hi aata hoga.

So hum start karte hain gaon mein rahakar paise kaise kamaye to sabse pahle ham online tarike se gaon mein rahakar paise kaise kamane hain is bare mein janenge.

Online tarike se gaon me paise kamana

Friends ham sabse pahle online tarikon ke bare mein jante Hain jisse ki aap Ghar baithe achcha Paisa Kama sakte hain lekin online Paisa kamane mein samay jarur lagta hai lekin ek bar jab aap online platform per popular Ho jaenge sab aapko janne lag jaenge to aap bahut acche paise Kama sakte hain.

Online tarikon se Paisa kamane ke liye aapko aapki skin ko continue improve karna padega aur aapko नई-नई chijen bhi sikhani padegi Jaise Jaise technology mein kuchh changes aaenge aapko vah changes ko samajhna padega unke tarikon se kam karna padega ismein mehnat to bahut hai lekin ek bar agar aap set Ho Gaye to aapko koi nahin rok Sakta.

1. Blogging se gaon me paise kamaye

Login se paise kamane ka bahut hi achcha Tarika hai aur aaj ke samay mein regional language bahut jyada popular hai agar aap regional language mein login kar rahe hain to isase aap lakh rupaye tak mahine me Kama sakte hain. Agar aapko blocking ke bare mein kuchh bhi nahin pata hai to aapko Bata Den ki blocking hi ek aisa jariya hai jiske dwara aapke pass jitna bhi Gyan hai jo bhi Gyan hai aap internet ya kahe ki digital technology ke dwara aap Puri duniya Tak pahuncha sakte hain.

2. YouTube video se gaon mein paise Kama sakte hain

Friends aaj kal rural areas mein gaon mein bhi network facility kafi acchi ho gai hai abhi ghar mein internet kafi acchi speed se chalta hai aur baat karen to India mein jab se jio aaya hai tab se network suvidha aur bhi behtar ho gai hai aur gaon mein bhi aap sab log almost YouTube per video dekhna bahut pasand karte hain aap Jahan bhi najar dalenge sab ke pass smartphone hoga sab video dekhna pasand karte Hain. Aap gaon mein rahte Hain to aapki koi bhi local language jo bhi hai aap usne apna YouTube channel banaa sakte hain aur agar aapka YouTube channel badh jaega grow karne lagega to usse aap bahut acchi kamai kar sakte hain jaisa ki aajkal kafi YouTube per karte Hain.

3. Freelancer banke gaon mein paise kamae

Friends gaon mein Aaj bahut hi kam log honge jinko freelancer ke bare mein pata hoga ki freelancer hota kya hai humne iske liye already pahle article mein bataya hua hai ki aap kaise freelancing ke jarie kam kar sakte hain agar aap online Paisa kamana chahte Hain to aap freelancer ko jarur search kijiye aur uske bare mein janiye. Jin logon Ko freelancer ke bare mein nahin pata hai unke liye batana chahenge ki financer ek Aisa platform hai Jahan lakhon Swami apna Kam karvane ke liye logon ki talash karte rahte hain to agar aapke pass kuchh bhi aisi scheme hai jiski Aaj retirement hai Jaise aajkal data entry content writing ya FIR photography ya video editing jo bhi skill aapko aati hai uske liye aap bheed kar sakte hain aur agar aapko kisi ne lakhon rupaye mahine ke Kama sakte hain.

Gaon mein business karne ke offline tarike

So ab ham baat karte hain ki gaon mein business karne ke offline tarike kya kya hai aur in offline tarikon se aap ek Din mein 20000 se lekar lakhon rupaye tak ki kamai kar sakte hain aur kuchh aise ideas bhi hai jismein aapka bahut kam investment ke sath kam shuru kar sakte hain aur acche rupaye Kama sakte hain kuchh to business ideas aise Hain jismein aapko jyada skill ki bhi jarurat nahin hai aur aapko jyada mehnat bhi nahin karni padegi to aaiae jante Hain aise tarikon ke bare mein

1. General Store open Karen

Ham jante Hain ki gaon mein thode se saman ke liye bhi hamen kitni dur Jana padta hai so agar aap na business start karne ka soch rahe hain Apne se kuchh karne ka soch rahe hain to general store ek behtar option hai general Store aap apne gaon mein 15 se 20000 rupaye lagakar start kar sakte hain aur iske liye aapko kuchh jyada skill ki jarurat nahin hai Na koi aapko ki jarurat hai aur aap isase mahine mein 30 se 50000 ya usse bhi jyada ki kamai kar sakte hain.

2. Aata chakki ka business Karen

Bharat mein kheti har jagah Hoti hai mostly aapko har kam mein kheti milegi Lekin anaaj pisne ke liye aata chakki bahut kam Pai jaati hai iske liye agar aap gaon mein aata chakki ka business start karte Hain to yah bahut jyada faydemand ho sakta hai aapko Shayad 30 se 40 hajar ka investment karna hoga aur light aur licence ki aapko jarurat padegi. Aata chakki se aap gehun masale Pi sakte hain aur ismein aapko 20 se 30 hajar rupaye Tak ke kamai aasani se ho sakti hai.

3. Tent house ka business start karen

Friends gaon mein bhi shadiyan bahut hoti hai aur bahut hi kam log aise Hain jo ghar mein hi shadiyan karte hain aajkal sab tent House lekar usmein shaadi ka arrangement karte hain SO agar aap tent house ka business start kar rahe hain to yah aapki faydemand hoga. Gaon mein shaadi ke alava aur bhi bahut aise functions hote rahte hain jismein tent ki jarurat padati rahti hai agar aap ismein 15 se 20000 Tak ka investment kar de to aap wedding season mein do se teen lakh rupaye tak ki kamai aasani se karte Hain aur agar aapka business set ho jata hai to aap pass wale gaon mein bhi apna service de sakte hain aur acchi khasi kamai kar sakte hain.

4. Murgi palan ka business start karen

Murgi palan ek Aisa business hai jo gaon mein bahut hi famous hai murgi palan business ko start karne ke liye aapko theek hai avashyakta hogi jo aap khareed sakte hain ya aap chaho to use bhi khareed sakte hain aapke upar depend karta hai aur aap ine mur ga chaho to murliyon ko bhi bhej sakte hain Jo bahut hi acchi kimat per bitti hai aur isase bhi aapki acchi kamai hogi.

5. Dudh Dairy open karen

Gaon me diary open karna ek behtar business opportunity hai. Dairy business aapke liye behtar option hai agar aapke pass cow and buffaloes hai isase aap apni dairy open kar sakte hain aur is business se aap 40000 rupaye aasani se Kama sakte hain. Dairy open karne ka cost 20 se 30000 rupaye Tak ho sakta hai agar aap log nahin kharidte hain to iske साथ-साथ aap deri per dudh aur dudh se banne wale aur bhi chijen Jaise dahi ghi makkhan paneer yah sab bhi shahron mein supply kar sakte hain jisse aapko bahut achcha profit hoga dairy business se aap 10 se 20000 rupaye mahine Tak Kama sakte hain.

6. Fishing business start kare

Fishing matlab machhali palan. fishing bhi ek achcha business option hai jo gaon mein achcha chal sakta hai aur jyada munafa bhi kar sakta hai fishing business start karne ke liye aapko ek jameen ki jarurat hogi jismein aap ek bada gaddha khodkar taiyar kar le aur use ek talab banale. Lagbhag sabhi gaon ke aaspaas koi Na koi Nadi to rahti hai jisse aap thodi si mehnat karke Vishwas se la sakte hain aur aap talab mein machhali palan shuru kar sakte hain is business mein aapko ₹5000 hardly aapka kharcha hoga lekin aap isase 20 se 30000 rupaye mahine Tak Kama sakte hain aur yah kam budget mein shuru karne wala ek behtar business option hai.

7. Screen printing ka business shuru Karen

Friends gaon mein ya ham kahen ki shadiyan to har jagah hote hi rahti hai to agar aap gaon mein screen printing business start karenge to aapke liye behtar business opportunity hai kyunki log functions ke liye nimantran card ham ka invitation card visiting card print karte hi hain to isase aapko kam bhi milega aur income bhi hogi. Printing business start karne ke liye aapko ₹5000 se ₹10000 kharcha karna padega lekin aap se kamai bhi bahut acchi kar sakte hain.

8. Chai ki dukaan open Karen

Friends India mein garmi ho ya Sardi chai to sabko har Mausam mein chahiye aur gaon mein to Aksar aapane dekha hoga ki Jo bade log hote hain vah ek hi jagah per ekattha Ho jaate Hain aur ek chhoti si chai ki dukaan pe baithe hote hain to agar aap gaon mein ek chhoti si chai ki dukaan bhi open karte hain to aapko achcha munafa hoga ismein aap chai ke साथ-साथ baki chijen Jaise samose kachori pakode yah sab bhi sakte hain jisse ki bacche bhi aapki dukaan per aaenge is business ko aap part time ke roop mein bhi start kar sakte hain aur is business ko start karne ke liye aapko jyada investment ki jarurat nahin hai yah aapko har Li ₹3000 ya ₹4000 se bhi start kar sakte hain aur aap business se daily ke ₹1000 Tak aaram se Kama sakte hain.

9. Sabji bechne ka business start karen

Friends gaon side mein sabji mandi bahut दूर-दूर ke areas mein Pai jaati hai har jagah sabji mandi available nahin Hoti hai iske liye logon Ko sabji lene ke liye दूर-दूर Tak bhi Jana padta hai agar aap gaon mein hi sabji bechne ka business start karen to isase aapko bahut fayda hoga iske liye aapko bahut jyada investment ki bhi jarurat nahin hai aap chahe to sabji Apne Ghar per bhi uga sakte hain. Aap chahe to ghar ghar jakar bhi sabjiyan bhej sakte hain because sabji ki jarurat sabko hoti hai aur koi bhi dur nahin Jana chahta yah business aap bahut kam paise se bhi shuru kar sakte hain aur yakin maniye ismein kamai bahut acchi hoti hai.

10. Coaching classes ya tution center open Karen

Friends ham sab jante Hain ki aajkal ke parents chahte Hain ki unka baccha acche se acche padhaai Karen aur usko acche se achcha school ya coaching mile. Iske liye 12th ya graduation bhi kiya hai to aap ek coaching center open kar sakte hain ham jante Hain ki cities mein tution ki behtar facilities mil jaati hai Lekin jab ham baat gaon ki karenge to vahan per achcha tution hona ya coaching center hona bahut mushkil ho jata hai friends agar aapane itni padhaai ki hai ki aap tution ya coaching center open kar sakte hain to aap yah jarur kijiye agar aap ek Bari settle Ho jaate Hain to aapko kamai karne se koi nahin rok sakta hai sabko chahie ki unhen quality education mile to agar aap unko quality education de rahe hain achcha sikha rahe hain to aapke pass students apne aap a jaenge. Lekin tution center open karne ke liye aapko educated hona bahut jaruri hai aapko padhaai ki knowledge hona bahut jaruri hai.

11. Computer centre se paise kamaen

Friends aaj ka jamana online ho chuka hai ya kahin ki completely digital ho gaya hai to iske liye aaj ke time per computer ka knowledge hona bahut hi jaruri hai aajkal agar aap kisi bhi job ke liye apply karenge to bhi vahan per aapko computer skills ki requirement hogi. Friends ham dekhte hain ki cities mein bacche bahut hi kam ismein computer Sikh lete hain lekin agar ham gaon ke bacchon ki baat karen to unke liye hai possible nahin hota hai so agar aap gaon mein apna computer center kholte Hain to iske liye gaon ke bacchon Ko bhi fayda hoga aur aapke liye bhi bahut hi acchi kamai hogi. Aapko computer centre open karne ke liye do SE teen computer ki jarurat hogi 45000 se 50000 Tak ka investment karna hoga lekin agar ek bar aapka hi business settle Ho Gaya to aapki bahut acchi kamai ho sakti hai kyunki knowledge to har kisi Ko chahie aur sabko aaj ke time ke sath chalna bhi hai.

12. Mini Bank ya Kiosk open Karen

Friends ham jante Hain ki gaon mein bahut hi kam Bank hote hain Bank ka kuchh bhi kam ho logon Ko Shahar Jana hota hai aise mein agar aap gaon mein ek Chhota sa bank open kar le to aapki bhi income hogi aur sath hi gaon walon ki bhi samasya khatm ho jayegi. Aapko yah business start karne ke liye gaon mein koi pass hi ke paise kyon Lena padega aur aap apni chhoti si bank open kar sakte hain aap chahe to ek ATM bhi Laga sakte hain jisse aapki bhi income hogi aur gaon walon Ko bhi facilities milegi.

Friends humne is article mein humne gaon mein rahakar paise kaise kamaye ke bare mein baat ki hai agar aap bhi Ghar baithe paise kamana chahte Hain to der mat kijiye aur aaj se hi shuru kar dijiye aur apna koi bhi business start kar lijiye agar aapko upar bataye hue kisi bhi ideas mein se koi bhi Idea pasand aaya hai to use start kar de. Aur friends hamen niche comment karke yah bhi pata hai ki aapko kaun sa Idea sabse achcha Laga hai. Agar aapke dost Jo gaon mein rahte Hain unhen bhi upar bataye hue ideas share Karen ki gaon mein rahakar Kaun sa business start karen kaun sa business unke liye property band hoga jisse ki vah bhi apni kamai kar sake.

Aapko ye post kaisi lagi comment kar ke hume jarur batayen.

post2

About Guest Blogger 189 Articles
Pankaj Sharma is a blogger and Youtuber. He often writes and makes videos on Online Money Making ideas and also guide his followers about Stock Market investment. He is writing and making content from past 4-5 years and JaldiMoney is one of the place where he writes frequently.

Be the first to comment

Leave a Reply

Your email address will not be published.


*