Student life mein offline paise kaise kamaye

post1

Friends hum sab jante Hain ki hamen paison ki jarurat tab jayada Hoti hai jab hum school me padh rahe hote Hain. School time pe hame pocket money hi milti hai aur use samay ham sochte Hain ki kash hamare pass bhi jyada Paisa hota to ham school life ko jyada enjoy kar paate to friends kya aap Janna chahte Hain ki school ya college mein rahte hue bhi ham kaise paise Kama sakte hain

Agar aap bhi padh rahe hain aur aap bhi apni pocket money ke alava kuchh paise income bhi karna chahte hain to yah artical aapko bahut help Karega. yah artical humne aapke liye hi likha hai article students ke liye hai jo study ke sath sath paise bhi kamana chahte Hain. to is artical mein aapko student online ya offline tarike se kaise paise Kama sakte hain aapko ismein janne ke liye milega.

Agar aapke pass laptop ya smartphone hai to aap online bhi paise Kama sakte hain agar nahin hai to aap offline bhi acche paise Kama sakte hain aapane dekha bhi hoga kitne student hai jo padhaai ke साथ-साथ YouTube per Paisa bhi Kama rahe hain agar aap bhi vaisa hi chaha rakhte Hain to aap bhi paise Kama sakte hain.

Jaisa ki humne aapko bataya student online aur offline donon tarikon se Paisa Kama sakte hain ham jante Hain ki students ke pass itna time because unhen Apne padhaai ke liye bhi time nikalna padta hai isliye ham aapko aise tarikon ke bare mein bataenge Jahan aapko Din ke 2 ya 4 ghante nikaalne hain aur baki ka time aap apni study ke liye use kar sakte hain.

Tution padhakar paise earn Karen

Accident tuition lekar bhi acchi kamai kar sakta hai vah apne se chhote bacchon ko padhakar paise Kama sakta hai kyunki ek student could be padh raha hota hai aur usko pahle ki bhi knowledge Hoti hai to vah Apne se chhote class ke bacchon ko acche se padha sakta hai aaj ke time per agar ham tution fees ki baat karen to minimum tution fees 500 rupees hai iske alava bhi agar ham kuchh extra bacche ko sikha paate Hain to uske liye bhi ham kuchh extra charge kar sakte hain. Agar aap 500 ke hisab se 10 bacchon ko bhi padha rahe hain to aap 5000 rupees per month on kar sakte hain. SAP log Hain Jo per manth sirf tution se hi lakhon rupaye ki kamai kar rahe hain.

Part time call centre mein job karke

Jis area mein aap padhte hain agar vahan per aaspaas koi call center hai to aapko center mein kam karke bhi paise Kama sakte hain aapko call center mein 5000 se 6000 rupaye sirf 3 se 4 ghante kam karne ke liye mil jaenge agar aap aise area mein rahte hain Jahan call center nahin bhi hai to bhi koi chinta wali baat nahin hai aur bhi aise bahut sare options Hain jinke jarie aap paise.

Computer centre mein padha karke

Student ke liye ek aur Paisa kamane ka jariya hai computer center agar aapke aaspaas koi computer center hai to aap bacchon ko Din mein do se teen ghante padhakar on kar sakte hain lekin computer center mein padhaane ke liye aapko software ki thodi knowledge honi chahie aapko computer ke bare mein pata hona chahie. Computer centre mein aap Din mein se 2:00 se 3 ghante padhakar mahine ke 5000 se 6000 tak rupees earn kar sakte hain. Vaise to aajkal har chhote ya bade shahron mein computer center hota hi hai agar aapke area mein bhi hai to yah aapki kamai ke liye achcha mauka hai.

Delivery boy ka kaam karke

Student life mein ek aur Paisa kamane ka achcha Tarika hai delivery boy ka kam karke jaisa ki ham jante Hain aajkal har chhote ya bade Shahar mein e commerce website ke dwara products ki delivery hoti hai. Aapke area mein bhi Flipkart Amazon Zomato swiggy ki service jarur available hogi. E-Commerce company ko jyada se jyada delivery boy ki jarurat hoti hai agar aapke pass aapki scooty ya bike hai to aap Din mein se 3:00 se 4 ghante Tak delivery ka kam karke apne liye mahine ka at least 6000 se 7000 tak rupees student life me earn kar sakte hain.

Part time data entry karke

Students ke liye offline paise kamane ka ek aur Tarika hai vah hai data entry karke agar aap thoda research karenge to aapko data entry ke kafi sare job mil jaenge agar aap data entry mein interested hai to aapke liye time mein paise kamane ka bahut achcha Tarika hai. Data entry mein koi time limit nahin hota hai ki aapko ISI samay ke andar kam complete karna hai aapke pass Dil mein jab bhi time mile aap थोड़ा-थोड़ा karke kam kar sakte hain aur jab aapka project complete ho jaaye to aap file submit karke Apne paise earn kar sakte hain.

post2

About Guest Blogger 189 Articles
Pankaj Sharma is a blogger and Youtuber. He often writes and makes videos on Online Money Making ideas and also guide his followers about Stock Market investment. He is writing and making content from past 4-5 years and JaldiMoney is one of the place where he writes frequently.

Be the first to comment

Leave a Reply

Your email address will not be published.


*