Gold loan ke charges kya hai?

post1

Jaisa ki hum jante hai gold loan ek secured loan hota hai jahan hum gold ko security basis pe girvi rakhte hai. Gold loan emergency fund bhi hai jise hum emergency me lete hai. Gold loan hum medical emergency, ghar ka renovation, higher education ke liye karte hai.

Emergency me personal loan se gold loan lena better hai. Gold loan me interest rate thoda kam hota hai. Pahle articles me hum bata chuke Hain ki gold loan kaise milega, documents kya jaruri hai, loan amount kaise decide kiya jata hai etc. To is article me hum baat karenge ki gold loan ke liye hamen kaunse charges chukane padte Hain. To aaiye niche jante hai gold loan charges ke bare me..

Gold loan jab hamen milta hai to bank gst aur processing fee charge karte hain. Processing fee bank decide karta hai. Kuch banks 1.5% tak processing fee charge karte hain. Ye sab charges aapko loan amount milne se pahle bank ko deni padti hai. Processing fee aur gst ke alawa bank valuation fee bhi charge karta hai. Gold ki valuation karte tym aapko valuation fee deni hoti hai.

Aapke pass aur bhi information hain to hamare sath share jarur karen. Comment kar ke apni information jarur share karen.

post2

About Guest Blogger 189 Articles
Pankaj Sharma is a blogger and Youtuber. He often writes and makes videos on Online Money Making ideas and also guide his followers about Stock Market investment. He is writing and making content from past 4-5 years and JaldiMoney is one of the place where he writes frequently.

Be the first to comment

Leave a Reply

Your email address will not be published.

*