Gold loan repay nhi kiya gaya to??..

post1

Agar aapne time rahte gold loan pay nhi kar paye to bank ya loan dene wala financial institution aapko follow up reminder bhejta hai. Iske alawa late payment fee jaisi panelty bhi lagata hai. Banks time pe loan repay na karne par interest rate ke sath sath 2% tak yearly late fee bhi charge karta hai.

Agar aap reminder ke baad bhi gold loan repay nhi karte hai to bank ya financial institution jisne aapko loan diya hai, aapka gold pe unka adhikaar ho jata hai aur ye gold ki neelami kar ke apna paisa vasul kar sakte hain. Loan repay na karne se aapki hi credit history aur cibil score pe negative score milega jo ki aapke liye sahi nhi hai.

Aapke pass iske related aur bhi jankari hai to hamare sath share jarur karen. Please hamen comment kar ke jarur share karen.

post2

About Guest Blogger 189 Articles
Pankaj Sharma is a blogger and Youtuber. He often writes and makes videos on Online Money Making ideas and also guide his followers about Stock Market investment. He is writing and making content from past 4-5 years and JaldiMoney is one of the place where he writes frequently.

Be the first to comment

Leave a Reply

Your email address will not be published.

*