Vivo X80 series specifications, Jane bharat me kab hone ja raha hai launch..

post1

Friends India me Vivo X80 series ki launching kuch hi dino me hone ja rahi hai. Vivo X80 series me Vivo X80 aur X80 pro jaise premium smartphone launch kiye jane wale hain.

Ye dono smartphones (Vivo X80 aur X80 pro) malesia and china me already launch kar diye gaye hain. Lekin India me ye phones kuch changes ke sath launch kiye ja rahe hain. Vivo X80 ki India me 18th may ko launch ki ja rahi hai.

Vivo X80 specifications

Vivo X80 me OriginOS ocean hai jo ki android 12 based hai. Is phone me mediatech dimensity 9000 processor, 12 GB tak LPDDR5 RAM ke sath 512 GB tak ki storage bhi available hai. Phone me 6.78 inch ki full hd plus 2K E5 LTPO amoled display hai jiska refresh rate 120H hai.

Agar hum phone ke camera ki baat Karen to phone me 3 rear camera diye gaye hain. Jisme primery lens 50 MP ka hai. Phone me optical image stabilization bhi hai. Dusra lens 12 MP ka ultra wide angle ke sath diya hai. Aur 3rd lens 12 MP ka portrait lens hai. Selfie ke liye Vivo X80 me 32 MP ka camera provide kiya gaya hai.

Vivo X80 me connectivity ke liye 4G LTE, 5G, Wi-Fi 6, bluetooth v5.3, GPS/ A-GPS, infra-red blaster, NFC aur USB type c port diya hua hai. Yeh phone in display fingerprint censor ke sath diya gaya hai. Phone me 4500mAh ki powerfull battery hai aur 80W flash charging ka support hai. Phone ka weight 206 gram hai.

Vivo X80 Pro specifications

Vivo X80 me OriginOS ocean hai jo ki android 12 based hai. Phone me 6.78 inch ka full hd plus amoled display hai jiska refresh rate 120H hai. Is phone me snapdragon 8 gen 1 processor, 12 GB tak LPDDR5 RAM ke sath 512 GB tak ki storage hai.

Vivo X80 Pro ke camera ki baat Karen to isme bhi 3 rear camera hai jisme primery lens 50 MP ka samsung ISOCELL GNV censor hai. Dusra lens 48 MP ka hai jo ki ultra wide angle Sony IMX598 censor hai. 3rd lens 8 MP ka portrait lens hai. Selfie ke liye Vivo X80 pro me bhi 32 MP ka camera provide kiya gaya hai.

Vivo X80 pro me connectivity ke liye 4G LTE, 5G, Wi-Fi 6, bluetooth v5.3, GPS/ A-GPS, infra-red blaster, NFC aur USB type c port diya hua hai. Yeh phone in display fingerprint censor ke sath diya gaya hai. Phone me 4700mAh ki powerfull battery hai aur 80W flash charging ka support hai. Phone ka weight 219 gram hai. In sabke alawa is phone me 50W ki wireless charging bhi di gayi hai.

Aapka kya view hai aur kuch aur aapke input hain toh comment kariye.

post2

About Guest Blogger 189 Articles
Pankaj Sharma is a blogger and Youtuber. He often writes and makes videos on Online Money Making ideas and also guide his followers about Stock Market investment. He is writing and making content from past 4-5 years and JaldiMoney is one of the place where he writes frequently.

Be the first to comment

Leave a Reply

Your email address will not be published.

*